HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!

Blogger aur Wordpress konsa Platform hai behtar | Ep. #5

09.18.2019 - By Rohit MewadaPlay

Download our free app to listen on your phone

Download on the App StoreGet it on Google Play

Hii,

Kya aap bhi Confuse hai Blogger aur Wordpress ko lekar ki konsa Platform jada behtar hai or agar Blogging start karni hai to kaha se kare.. to aap Iss Podcast ko pura sune.. jisme mene bataya hai dono platform ke ware me konsa jada behtar hai or Kyu.

Wordpress or Blogger ko inn 6 points par compare kiya hai:

Use karne me aasan ➡️ Blogger

Paise kisme kam lagte hai ➡️ Blogger

Jada Feature ➡️ Wordpress

Security kiski jada hai ➡️ Blogger

SEO ke liye Acha ➡️ Wordpress

High Quality Website ➡️ Wordpress

Wordpress = Blogger = 3

Wordpress.org or Blogger.com dono ko compare kara.. to dono hi platform apni apni jagha best hai.. or aapko konsa select karna hai wo aapke upar hai.. aapke liye konsa sahi rahega wo aapko Podcast sunne ke baad clear ho hi gaya hoga..

Or Detail me samajne ke liye HindiMeHelp par Blogger or Wordpress Compare ke upar Post likhi hai wo bhi jarur read kare..

▶️ Wordpress par Blog banana hai to uski jankari yaha hai.

▶️ Blogger par Blog banana hai to uski jankari yaha hai.

Useful Links related to Podcast:

Domain yaha se kharide : Godaddy

Badiya Hosting yaha se kharide: Hostgator

------------

Aapko agar jankari pasand aai ho to Please Podcast ko Rate jarur kare

More episodes from HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!