HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!

Google se Search Traffic Nahi Aane ke 11 karan | Ep. #45

02.06.2020 - By Rohit MewadaPlay

Download our free app to listen on your phone

Download on the App StoreGet it on Google Play

Agar Aapka Blog hai jispar aap bhut mehnat karte hai uske baad bhi Google se Traffic nahi aata, to ho sakta hai aap bhi inn 11 Galtiyo me se koi kar rahe ho, jiske karan aapki Post Google me Rank nahi kar pa rahi.. 

Podcast me mene 11 karano ke ware me bataya hai, jinke baja se Search Traffic Blog par nahi aata: 

1: Blog Index hai ke nahi Check kare [Podcast: 40]

2: Sahi Keyword Select kare

3: Badiya Title rakhe Post ka

4: Apni Target Audience ko samje

5: Lambhi or Detail me Blog Post Likhe

6: Internal Linking kare [Podcast: 42]

7: Image Optimize kare

8: Blog ko Regular Update kare

9: Sahi robots.txt use kare

10: Quality Backlink banaye [Podcast: 38]

11: SiteMap bana kar Search Console me submit kare.

Read Full Detail: https://www.hindimehelp.com/low-blog-traffic-ke-karan/

Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare.. 

Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.

Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare. 

----

Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group

---

Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..

www.RohitMewada.com/me

Join RNMewada : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com

---- 

Podcast Available at : HMH Podcast | Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic

---

Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message

More episodes from HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!