HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!

Proof Reading Kya Hai, Kyu Jaruri hai or Kaise Karte hai | Ep. #35

01.27.2020 - By Rohit MewadaPlay

Download our free app to listen on your phone

Download on the App StoreGet it on Google Play

Agar ek High Quality Blog Post Publish karna hai to usme jo ek sabse jaruri point hai wo hai Proof Reading.. 

Proof Reading Kya hai, kaise ProofReading karte hai, Kya Process honi chaiye Proof Reading ki or Kya Fayde hai Proof Read ke wo sab mene detail me Podcast me share kiye hai. 

Proof Reading me jis Tool ki sabse jada jarurat padti hai wo hai Grammarly, jiski madad se ham apni Grammar mistakes ko aasani se sahi kar sakte hai.. Detail me yaha read kare Grammarly kya hai.

Read Full Article: https://www.hindimehelp.com/proof-reading-kya-hai

Ye bhi sune: 

Blog Post Publish karne se pehle check kare ye 10 Points [Podcast: 33]

High Quality Blog Post kaise Publish kare 2020 me [Podcast: 26]

Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare.. 

Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.

Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare. 

----

Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group

---

Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..

www.RohitMewada.com/me

Join me : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com

---- 

Podcast Available at : Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic

---

Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message

More episodes from HMH ki Baat Rohit Mewada ke sath!