Sign up to save your podcasts
Or
Namaskaar dosto aaj ke is episode mein humne baat ki hai MapsMyIndia ke ISRO collaboration ke baare mein jaha ye ek badhiya alternative ho sakta hai Google Maps ka, MapsMyIndia ek kaafi acchi navigation service provider company hai jaha aapko Google Maps ki tarah hi ya usse thodi acchi features milengi Maps aur navigation ke maamle mein; ISRO ke is collaboration ke baad MapsMyIndia Satellite Imagery ke saath mein Google Maps se kahi acchi Mapping Service de paayegi, Micromax ke 5G Smartphone ke baare mein jaha jald hi humko Micromax ki taraf se 5G Smartphone dekhne ko milega, Hyundai ke instagram account ke hone ke baare mein bhi baat ki hai ki kaise Hackers ne pahle Porsche India ke instagram account ko hack karne ke baad Hyundai India ke Instagram account ko bhi hack kiya uske baad kayi aur logo ko us account se DM karke unke bhi account ko hack karne ki koshish ki. Technical Guruji bhi is phishing attack ka target ho gaye, lekin by chance wo apne account ko hack hote hote bacha liye.
Share !!!
Twitter (Follow) : twitter.com/TechyBhaltair
Facebook Page (Like) : facebook.com/TechyBhaltair