Be-wajah mohobbat hum kiya nahi karte...
Yun hi kisi ko dil hum ab diya nahi karte...
Aj bhi yaad hai sabab uss mohobbat ka...
Jiss mohobbat ko hum bayaa nahi karte...
Kabhi gulon ki khwahish kiya nahi karte...
Jinhe aziiz ho kante voh gila nahi karte....
Dil ma kaha se aye yakeen ki taasir...
Voh mohobbat toh karte hai bas nibhaya nahi karte...
Muddat hui ek shakhs ne dil tood diya tha...