Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 141st Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:05) Imam Mahdi, Dajjal, Isa (AS) aur Qayamat kab qayam hogi?

(5:37) Imam ke peechay muqtadi kya parhein?

(9:07) Biwi ke marne se kya haq mehar maaf ho jata hai?

(11:20) Dusri shaadi karna chahta hoon, lekin walidain razi nahi?

(14:22) Karz ke paison par zakat di jayegi?

(14:50) Kya koi naam bhaari bhi hota hai?

(15:08) Kisi ko salam karna kab mamnoo hai?

(15:32) Namaz mein suratain kis tarteeb se parhain?

(16:27) Kya T-shirt mein namaz makrooh hai?

(16:38) Kitne kilometer par qasr namaz jaiz hai?

(17:17) Allah ki rah mein muqarar kiya hua sadqa kisay de sakte hain?

(18:00) Chori ka mobile bechne ki amdani ka hukam?

(18:40) Haram kaam karne walon ka advertise banana?

(22:02) Dua-e-Qunoot ke liye takbeer aur raf-ul-yadain ka hukam?

(23:06) Nabaligh bachay ki taraf se qurbani karna?

(23:33) Qurbani ke janwar mein aqeeqah ki niyat karna?

(23:51) Zair-e-tameer ghar qurbani ke nisab mein shamil hoga?

(24:12) Pakistan aur Saudi Arabia mein yaum-e-arafa ek din ho sakta hai?

(24:46) Kya parda-daar aurat cousin se baat kar sakti hai?

(27:15) Napaak jagah khushk ho jaye to wahan beth sakte hain?



Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood