Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 142nd Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:16) Paise kamane ke liye kaam karne ki justuju nahi hai?

(7:26) Sports mein hoon. Koi aur kaam nahi karta main…

(7:41) Namaz mein dil lagane ka tareeqa bata dein?

(8:01) Nabi Pak (SAW) noor hain ya bashar?

(14:13) Agar koi shakhs namazi ke aage se guzar jaye toh uski namaz tooti ya nahi?

(14:20) Islam mein biwi ke kya huquq hain?

(27:27) Ulte haath se khana khane se shaitan ke pait mein jata?

(27:58) Jab biwi ghar aati hai toh kya haq meher usi din dena hoga?

(29:04) Mufti sahab, aapke bayan sunkar jald nikah ka socha hai!

(29:14) Tauheed aur shirk par bayan karen…

(29:34) Fajr ki namaz mein nahi uth pa raha hun…

(29:55) Mein pardadar ladki se nikah karna chahta hoon?

(30:16) Mein police mulazim hoon, government house aur loan bank ke zariye deti hai?

(30:38) Hum jaldi shadi kar lenge toh maa-baap ko kharcha kaise denge?

(32:52) Zabardasti dahez dena ho toh kya karein?

(33:45) Azan ke alfaaz ka jawab kya hai?

(34:11) Witr mein dua-e-Qunoot parhne ke bajaye sajde mein chale gaye?

(34:32) Qur’an se jadoo hota hai? Daleel dein?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood