Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 143rd Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:12) Chai peeni chahiye ya nahi? Mufti sahab ka kya tarze amal hai?

(4:23) Haq meher kab, kahan aur kisko dena wajib hai? Wazahat farma dein.

(5:33) Dusri shadi karna chahta hoon, walidain raazi nahi toh kya karoon?

(6:41) Kya qarz ke paise par zakat di jayegi?

(6:53) Kya koi naam bhaari bhi hota hai?

(7:00) Kisi ko salam karna kab mamnu hai?

(7:45) Kalima Tayyaba ke baad durood parhna lazim hai?

(8:45) Qasam ka matlab sharik hai. Agar sharik nahi toh kaunsa gunah hoga?

(9:10) Kya khwateen YouTube par apni hamd aur naat daal sakti hain?

(9:38) Kya mardon ke liye resham ki silayi karna jaiz hai?

(10:03) Kitna bareek kapda ho toh namaz nahi hoti?

(10:34) Rahman aur Raheem mein kya farq hai?

(13:50) Tauba aur isteghfar mein kya farq hai?

(16:51) Snack video ko kaam aur kamai ka hukm?

(17:03) Kya nakhun dustbin mein daal sakte hain?

(18:34) Masjid mein tasveer wali kitab ho toh kya farishte nahi aayenge?

(19:06) Islam mein kitni saadgi ka hukm hai?

(24:27) Kya sirf Islam hi sachcha amal hai?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood