Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 149th Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:07) Job mein transfer hota rahe to qasr namaz parhenge?

(2:05) Betay ko tolne ki niyat manna?

(2:43) Kya sehri mein anda aur machhli khana makrooh hai?

(3:45) Baalon mein tel lagane ka masnoon tareeqa kya hai?

(5:16) Khane wale bartan mein haath dhona kaisa hai?

(5:39) Baday bhai ne zameen khareedi to kya chhotay bhai ka hissa hoga?

(6:54) Photo bana kar dena kaisa hai?

(8:12) Talaq nama jabran sign kar dene se talaq waqe ho jati hai?

(14:32) Shaadi ki niyat se mohabbat karna kya jaaiz hai?

(15:31) Qaza namazon ki tadaad yaad na ho to kaise parhein?

(20:35) Fajr ki sunnatein reh jayein to kab parhein?

(22:30) Fajr mein agar alarm nahi baja to kya gunaah hoga?

(23:54) Kya khawateen par jumay ki namaz wajib hai?

(24:20) Aulaad-e-nareena ke liye koi wazifa hai?

(25:30) Kya na-baaligh bachay ko maarna jaaiz hai?

(28:31) Azaan ke waqt tilawat karna kya jaaiz hai?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood