Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 150th Session | Masail Ka Hal


Listen Later

0:00) Intro

(0:03) Kamana shuru karne ke baad walidain ko dein ya nikah karein?

(4:11) Fasiq-o-fajir se kaun si mushabihat mana hai?

(6:50) Kya namaz-e-Isha der se parhna mustahab hai?

(11:40) Kya damaad aur cousin ka warasat mein hissa hai?

(15:12) Kya emergency haalat mein namaz qaza kar sakte hain?

(16:08) “Jazak Allahu Khaira” ke jawab mein kya kahen?

(16:45) Agar shohar dusri shadi kar le aur kharcha bhi na de to kya karein?

(18:17) Agar bachay baday ho gaye to aqeeqa karne ka kya tareeqa hai?

(19:27) Izar band zair-e-naaf bandhna kaisa hai?

(19:53) Maal ka nuqsan ho jaye to kya jaan ka sadqa hota hai?

(22:12) Agar jahez qarz dein to milne ke baad zakat hogi?

(23:39) Agar roza toot jaye to iftar tak bhooka rehna zaroori hai?

(24:56) Agar talaaq ka waswasa aata ho to biwi kya kare?

(26:52) Agar property ban chuki ho to hissay kaise honge?

(27:21) Agar bahu saas ki khidmat na kare to beta gunahgaar hoga?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood