Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 151st Session | Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:07) Phone par boodhay walidain se tez aawaz se baat karna kaisa hai?

(1:41) Kya video call ke zariye walidain ki ziyarat ka sawab milta hai?

(2:30) Kya Pathanon ki Quraishi mein shadi ho sakti hai?

(7:07) Chasht ki namaz ka shar’i hukm kya hai?

(8:38) Gaon mein Jumma ki namaz ka hukm kya hai?

(11:00) Auratein toote hue baal kahan phenkain?

(12:13) Kya Asr ke waqt sajda kar sakte hain?

(12:50) Saas zulm kare to beta alag ghar mein reh sakta hai?

(14:47) Saas ka bahu ki zaati cheezon mein tajassus karna kaisa hai?

(17:17) Kya jaifal aur jaawatri halal hai?

(18:00) Ek taraf kaha jata hai Allah se maango, gurguda kar maango aur doosri taraf kaha jata hai Allah par chhoro?

(18:35) Kya haiz ki haalat choti sooratain parh sakte hain?

(19:28) Kya mehr ke baghair nikah theek ho jata hai?

(21:24) Kya gadla paani napak hota hai?

(22:12) Agar tawaqan ya tawaqan ka khatra ho to nikah wajib hoga?

(23:01) Mangani ke baad ladki se baat cheet karna kaisa hai?

(25:05) Chehra noorani kaise karein?

(26:20) Purane note ke badle naya note lena kaisa hai?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood