Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 156th Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:02) Biwi ke kehne par kaale baal karwana kaisa hai?

(1:50) Jewelry ki shakal jaanwar jaisi ho to namaz ka kya hukm hai?

(2:35) Koi zariya aamdani na ho to sood par ghar chala sakte hain?

(4:00) Abu ne ghar, plot, aur dukaan chhodi, lekin kya teen shadi shuda behnein bhai ki kamai par haq rakhti hain jab tak jaidad taqseem nahi hui?

(5:58) Hazrat Isa (علیہ السلام) ki qabar kahan hogi?

(6:58) Huzoor (صلی اللہ علیہ والہ وسلم) ne Hazrat Jibril (علیہ السلام) ko asal haalat mein dekha hai?

(8:04) Kya ghusl ke baad wudhu karna zaroori hai?

(9:07) Allah ko gawah bana kar nikah sahih ho jata hai?

(9:54) Jab ghair musalman musalman ho jayein aur unhein namaz sikhate sikhate char paanch mahinay lag jayein to unki namaz ka kya hukm hoga?

(11:15) Kya AIDS ki kamai halal hai?

(12:18) Zina ki taubah kya hai?

(14:03) Dobara nikah karne par kitni talaqein baqi rahengi?

(14:53) Peer sahab ka mureedon se fees lena kaisa hai?

(16:54) Finance companies se kharid o forukht ka hukm kya hai?

(18:27) Pharmacy license de kar kiraya wsool karna kaisa hai?

(19:02) Doran safar gaari mein namaz padh sakte hain?

(20:07) Ungliyan chhatkhana kya Qom-e-Lut ki nishani hai?

(20:17) Agar koi namaz angliyan chhatkhata hai to uska kya hukm hai?

(20:43) Kya waqt zaya karna gunaah hai?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood