Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 163rd Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:01) Biwi se kaha “tum shaadi kar lo,” kya in alfaz se talaq waqeh ho jayegi?

(1:50) Walidain se baatcheet par talaq ka waqeh hona?

(5:44) Iddat ke doran vaccine lagwana?

(7:25) Zakat ki niyyat ka tareeqa?

(9:25) Kya Allah aam insaan se baat kar sakta hai?

(13:07) Pehli biwi ke kehne par doosri biwi ko talaq dena?

(19:37) Kya qaza roza rakhne mein sehri karna zaroori hai?

(20:25) Mobile mein buri nazar se bachne ka tareeqa?

(21:57) Mazoor betay ka wirasat mein hissa?

(23:46) Rokhsati se pehle biwi ka nafaqa kis par hai?

(25:02) Biwi larh kar maika chali gayi to nafaqe ka kya hukm hai?

(25:48) Nikah ke waqt larki mein kya deen-daari dekhni chahiye?

(27:25) Ghar walon se chhup kar nikah karna?

(29:26) Fashion mein nakhun barhaaye aur inteqal ho gaya, is ka hukm?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood