Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 182nd Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Ungli (fingers) par paint lag gayi ho toh namaz ka hukm?

(2:42) Kya insaan mein khinzeer (pig) ka gurda lagaya ja sakta hai?

(3:43) Property khareed kar usi insaan ko purani qeemat par munafa rakh kar wapas bech dena.

(5:48) (ض) ko ada karne ka sahih tareeqa.

(7:29) Gunah karna aasaan kyun ho jata hai?

(10:13) Takkabur na ho toh takhne dhaakne ka hukm?

(15:48) Koi waqiya bura ho toh uske liye dil mein kiya (nafrat) rakhna?

(17:40) Larki walay dhoom dhaam se rukhsati karna chahen toh kya karein?

(18:57) Rukhsati se pehle talaq ho gayi toh iddat waajib hogi?

(20:26) Allah ka wali banne ka aasaan tareeqa?

(21:02) Apna bachha kisi ko goud de sakte hain?

(25:07) Shohar ki kahin setting aur relation ho toh kya karein?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood