Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 186th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:07) Deeni kaamon ki ujrat lena kya jaiz hai?

(3:44) Online paper hal karke muawza lena kaisa hai?

(4:32) Imam agar jurabon par masah karta ho to uske peeche namaz parhna kaisa hai?

(6:38) Imam agar Mamati ho to namaz ka kya hukm hai?

(7:58) Agar masjid door ho to dukaan mein namaz parh sakte hain?

(9:57) Syed logon ke liye kaun se khaas ahkaam hain?

(11:47) Agar bank ne qarza bech diya to kya shar’an maaf ho jayega?

(14:25) Bank kuch faizad le ke maaf kare to iska shar’an kya hukm hai?

(16:15) Kya parindon ko khana khilana sadaqah jariyah hai ya sirf sawaab?

(21:56) Agar bhai ke paas sona rakhwaya ho to zakat kis par wajib hai?

(22:50) Azaan ke doran sar par dupatta lena kaisa hai? Agar koi zaruri baat ho rahi ho ya Quran ki class chal rahi ho, to kya is waqt ise jari rakha ja sakta hai?

(24:55) Fajr ke baad Surah Yasin parhne ki fazilat.

(25:24) Fajr ke baad kaun se kaam karein?

(28:39) Ehsaas-e-kamtari ko kaise door karein?

(29:58) Agar ghar mein larai hoti ho to bache kya karein?

(31:01) No-maulood bachon ko ghutti dene ki haqeeqat kya hai?

(32:31) Qatron ka waswasa kaise door karein?

(32:45) Namaz mein sirf Surah Ikhlas parhna kaisa hai?

(33:59) Jannat ki lalach se ibadat karna kya gunaah hai? Aur ibadat is niyat se karna ke Allah is se mere masail hal karega aur jannat bhi dega?

(34:59) Jumeraat ki raat zikr aur durood ki majlisein karna kaisa hai?

(41:27) Khaas adad mein suratein waghera ka khatam karna kaisa hai?

(42:07) God li hui bachi ki walidiyat mein kya naam likhwain?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood