Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 187th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:01) Khane ke dauran salaam karna kaisa hai?

(1:04) Ghusl mein kaan ke chheed mein paani pohchane ka hukm?

(1:40) Sajda-e-Tilawat ki tadaad bohot zyada ho to kaise ada karein?

(4:52) Ghair-Muslim ka diya hua prasad khaa sakte hain?

(7:55) Kya sunnat parhne wale ke peeche farz namaz ho jaati hai?

(10:20) Imam ruku mein dua karein to hum kya karein?

(11:18) Ba-parda ladki rishtedaron ke samne aa sakti hai?

(12:22) Professional ko chhod kar gharelu ladki pasand karna kaisa hai?

(20:27) Nikah ke waqt sharaait khatam karke baad mein lagu kar sakte hain?

(22:58) Kya bachon ke gunah waliden ko milte hain?

(24:20) Qarz le kar kya hum walima kar sakte hain?

(26:35) Shaadi ke liye kitni aamdani zaroori hai?

(32:41) Kya hum chalte phirte istikhara kar sakte hain?

(33:50) Company ne insurance bhari ho to hum claim kar sakte hain?

(35:09) Walid ne behen ko hissa nahi diya to kya bhai de sakte hain?

(37:31) Intiqal ke baad chaalees din tak parhwana zaroori hai?

(38:20) Kiraye par di hui dukaan par zakat hogi?

(39:41) Plot ka business ho to zakat ka hukm kya hai?

(40:37) Pehle qa’da mein parh liya to iska kya hukm hai?

(42:46) Kya talaq par dastakhat karne se talaq waqiya ho jati hai?

(43:05) Miyan biwi agar kai saal alag rahein to kya talaq ho jati hai?

(43:36) Kya rukhsati mein takheer se nikah toot jata hai?

(43:54) Medicine company ka directors ko gift dena kaisa hai?

(45:14) Retirement ke baad insurance mile to iska kya hukm hai?

(47:24) Shadeed khaansi ho to kya masjid ki namaz chhod sakte hain?

(47:55) Masjid ke musafir khana mein doosri jamaat kar sakte hain?

(48:30) Maqrooz ke ghar ka khana khaa sakte hain?

(48:45) Bhabi ya saali ke saath safar karna kaisa hai?

(49:53) Lawaris bache ko godh lene ke kya ahkaam aur pabandiyan hain?

(51:48) Kya imam ke saath takbir dohraani chahiye?

(52:15) Bache ka naam Muhammad rakhna kaisa hai?

(52:38) Bin bulaye shaadi mein kha liya to iska kafara kya hai?

(53:30) Surah Taubah ke shuru mein Bismillah kyun nahi hai?

(56:01) Islam mein moseeqi kyun haram hai?

(58:07) Walid ke aulaad par kya haq hain?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood