Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 271st Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:04) Hindu ghar ki aurat kya apna iman chupa sakti hai?

(8:21) Auratain driving license kya banwa sakti hain?

(10:03) Ghair muslim ki mayyat par janay ka hukum kya hai?

(11:16) Sound system laganay ka karobar kya halal hai?

(11:59) Kabootron ki race lagana sharan kaisa hai?

(14:07) Khula ke baad ruju ka tareeqa.

(14:49) University ka wifi istemal karna.

(16:17) Khawateen iqamat kah sakti hain?

(16:57) Se kitne degree ke farq se namaz ho jati hai?

(20:47) Koi alim e din ilm ke sath dunyavi karobar kar sakta hai?

(26:15) Dua e Qunoot ki tashreeh.

(28:11) Sunnat e ghair muakkadah kabhi na padhi to kya hukum hai?

(28:40) Namaz e janaza mein sana ke alfaz.

(29:24) 10 lakh ki gari khareed li to hajj ka hukum.

(30:34) Islam lanay ke baad ghusal karna kya zaruri hai?

(31:34) Kya Quran ki ayat ke zariye kisi Hindu ko taweez dena aur ujrat lena jaiz hai?

(32:28) Ghair muslim ko sadqa karna.

(33:04) Larki walay khushi se jahez dain to kya hukum hai?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood