Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 293th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0;00) Intro

(0:02) Kisi ka sir ki qasam khana kaisa hai?

(0:22) Namaz me trouser fold karna makruh hai?

(1:10) Masjid me hall ka darwaza band ho to muqtadiyon ki namaz ka kya hukm hai?

(1:53) Kisi ke naam ke sath Hajji likhna kaisa hai?

(2:36) Kya Jumma ke din qabrustan jana chahiye?

(3:10) Takaful insurance lena halal hai ya haram?

(4:00) Ibadat aur kafan ke liye koi khaas kapra select karna durust hai?

(4:39) Agar larki waliden ki marzi ke khilaf kisi rishtay se inkar kare to kya usay gunah milega?

(6:42) Walida agar nafl namaz se mana karein to kya hukm hai?

(8:52) Kya aurat namaz parhte hue apne baal khol sakti hai?

(9:08) Fajr ke baad infiradi zikr behtar hai ya ijtimai?

(10:25) Ayyam ki qaza namaz kaise ada karein?

(11:30) Kya shalwar ke sath ghusl ho jata hai?

(12:07) Do namazon ko haqiqatan jama karna kaisa hai?

(13:29) Kya safar me sunnat namaz chhodna sunnat hai?

(15:21) Ghar me white burqa rakhne ki kya fazilat hai?

(16:05) Sood khor ki duniya aur aakhirat me kya saza hai?

(17:30) Namaz me Bismillah parhna sunnat hai ya wajib?

(17:42) Kufriya waswasay ko bar bar sochne par gunah milega ya nahi?

(18:16) Jumma ke din azaan ke baad karobar haram ho jata hai?

(19:51) Jumma ka bayan karne ke liye paisa lena durust hai ya nahi?

(23:14) Kisi kaam ki wajah se nakhun barha kar rakhna kaisa hai?

(24:14) Fajr ki azaan ka jawab me kya kehna chahiye?

(24:30) Kya ek aam aadmi tafseer ke lectures internet par upload kar sakta hai?

(25:50) Namaz-e-janaza imam sahab ka parhna afzal hai ya rishtedar ka?

(27:11) Dr Zakir Naik ko sunna kaisa hai?

(29:02) Razai behan kaun hoti hai aur razai behan ke nikah ka shari hukm kya hai?

(30:01) Chhote bachon ko umrah par kaise le kar jayein?

(31:17) Doosre sheher me shift ho gaya to pehle sheher ka qasr ka hukm?

(32:35) Rishtedar se gunah ki wajah se qata-e-taaluq karna kaisa hai?

(34:27) Agar waliden nikah ke liye nahi maan rahe to is surat me kya karein?

(35:53) Gosht na khane ki qasam khayi ho aur phir fish kha li ho to kya us par qasam ka kaffara aayega?

(38:53) Qaza-e-umri ki namazein baith kar parh sakte hain?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood