Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 304th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:05) Zakaat sirf Ramazan mein nikalna zaroori hai?

(2:27) Zakaat Islami mahine ke hisaab se deni hogi ya Angrezi mahine ke?

(3:50) Na baligh bachi ke paas sona ho to kya zakaat farz hogi?

(4:20) Betiyon ke naam sona karne se zakaat kis par hogi?

(5:00) Mustahiq-e-Zakaat ki kya pehchan hai?

(6:50) Ghareeb ki shadi mein zakaat ke paise dena?

(7:24) Konsi bewah aur yateem ko zakaat de sakte hain?

(8:33) Kaunse rafahi idaray zakaat ke mustahiq hain?

(10:15) Committee ke paison par zakaat ka hukum?

(11:27) Kya washing machine zakaat mein di ja sakti hai?

(12:53) Zakaat se bijli ka bill minus karna?

(14:04) Dukan ki zakaat nikalne ka tareeqa?

(15:04) Pichle salon ke soney ki zakaat kaise nikalein?

(17:07) Raqam mehfooz karne ke liye liye gaye plot par zakaat ka hukum?

(18:32) Kya qarzdar zakaat maang sakta hai?

(20:26) Biwi ya doosre rishtedaron ko zakaat dena?

(20:52) Zakaat ki raqam har mahine thodi thodi karke dena?

(21:20) Mehar ki zakaat shohar par hai ya biwi par?

(23:40) Sehri mein munh mein naswar dal kar sone se roza ka hukum?

(25:10) 20 se kam taraweeh parhna?

(30:11) Bachay tang karte hon to aurat 8 rakaat taraweeh parh sakti hai?

(36:05) Aurat ka aitikaf mein thandak ke liye nahana?

(36:49) Sona bank mein rehain ho to zakaat ka hukum?

(37:02) Khatm-e-Taraweeh mein mithai baantna?

(37:17) Ramazan mein nikaah ka shar’ai hukum?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood