Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 306th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(00:02) Fot shufa bachay ka aqeeqa karna

(01:05) Aurat ka majboori ki wajah se mardon ki tarah sajda karna

(01:53) Ghar wale parda na karwaen to kya larki parda karegi?

(02:26) Ghar mein burqa pehen kar namaz parhna

(02:54) Kitni maalayat par zakat farz hoti hai?

(04:10) Murshid aur mureed ka concept

(09:31) Kya har namaz ke baad koi khaas surah parhni hoti hai?

(09:45) Napaki ki halat mein hadees parhna ya choona

(10:45) Masjid mein 8 rakat taraweeh hoti ho to kya karein?

(17:35) Isha ki jamaat reh jaye to pehle isha parhein ya taraweeh?

(17:46) 3 rakat taraweeh parha di to tilawat dohrani hogi?

(21:15) 6 tola chandi aur 10 tola sona par zakat ka hukm

(22:33) Kamar mein dard ki wajah se roza chorna

(22:35) Kam aamdani wale ko zakat dena

(24:16) Bewa ke paas 1 tola sona ho to kya use zakat de sakte hain?

(26:03) Ramzan mein haiz rokne ke liye dawa lena

(27:15) 1 tola sona par zakat hogi?

(31:55) Ramzan mein ek qaza namaz 70 ke barabar hai?

(32:52) Aurat ka jooda bana kar namaz parhna

(34:35) Tauba ke baad dance videos ka gunah hoga?

(35:50) Ghar mein jawan dewar ke sath akele rehna

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood