Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 313th Session - Masail Ka hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:13) Teesre ya 40we din, esaale sawab ka hukm

(1:08) Kya koi upar baitha ho to neeche baith kar Qur’an padh sakte hain?

(1:35) 786 ka asal matlab kya hai?

(3:38) Farz namaaz ke baad sunnat na padhein to kya hukm hai?

(4:55) Ladkiyon ka gajre pahanne ka hukm?

(5:25) Kya pahli shaadi subah mein, dusri shaadi shaam mein kar sakte hain?

(7:15) Zere naaf baal (question skip)

(7:28) Sood ke paison se gareeb ka ilaaj karwana?

(8:37) Motivation ke liye music sunne ka hukm?

(9:14) Christian jaisa naam change karwana jaroori hai?

(10:35) Shaadi ke liye deendaari dekhein ya khubsurti?

(14:16) Waleema ki dawat qabool karna kitna jaroori hai?

(17:10) Commission ke kaam mein sirf nafa ho to kya ye kaam kar sakte hain?

(24:00) Hobby ke liye cat palna?

(24:45) Kya qayamat mein molvi ko sabse zyada gunaah hoga?

(29:23) Kya paan khana pasandeeda amal hai?

(30:56) Filmo ke reviews de kar paisa kamana?

(31:20) Zaad ke talaffuz mein Pakistan aur dusre mulkon mein ikhtilaf?

(32:55) Ruku se pehle kaano tak haath uthana?

(35:56) Agar sir par baal na ho to ameer hoga, ye manna kaisa hai?

(37:02) Qur’an Majeed ka khareed o farokht karna kaisa hai?

(37:27) Imam ka namaaz padhate hue AC chalane ka ishaara karna?

(38:36) Bete saari kamai agar walida ko de dein to zakat kon dega?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood