Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 340th Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:02) Rishtedaron ke paise se Umrah karna — jaiz hai?

(0:44) Aalim banne ki minimum umar kya hai?

(3:57) Aasaib zadah se nikah — rukawat hoti hai?

(5:35) Bedroom mein Quran ya tafsir ho — physical relation jaiz?

(6:04) Islam mein zaat paat ki ahmiyat kya hai?

(7:57) Gunah na karne ki qasam tod di — kya kafara?

(11:06) Dua mangte waqt haath uthana zaruri hai?

(11:58) Bahar mulk rehna, walidain ka israr — agar dil na lagay to?

(15:11) Mard ka ghar mein namaz jamaat ke baghair — jaiz?

(16:07) Bar bar gunah, bar bar tauba — maqbool hai?

(21:11) Shohar ki marzi ke baghair kisi ko ghar mein aane dena — sharai ruling

(24:55) Namaz ke wajibaat kitne hain?

(25:21) “Pakistan ka matlab kya” — La Ilaha Illallah se India se alag hua?

(30:03) Company ke zariye insurance karwana — halal ya haram?

(31:04) Ehtalam mein shak ho — ghusl wajib hai?

(33:31) IUI se hamla hona — Islam mein jaiz hai?

(35:12) Deendaar rishta na mile to kya karein?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood