Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 345th Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:05) Wedding photography se paisa kamana — halal hai?

(0:54) Farz namaz chhoot jaye — qaza wajib hai?

(1:14) Surgeon ki Asar/Maghrib nikal jaye operation ke dauran — kya karein?

(6:50) Islamic credit card banana aur istemal — jaiz?

(8:38) Ghair-sharai functions mein shirkat — jaiz hai?

(11:21) Social media par Islamic videos skip karna — gunaah?

(12:16) Kutton ko maarna — sharai ruling?

(15:57) Beauty salon ka karobar — halal hai?

(18:21) Baghair khoon wali machhli — halal ya haram?

(21:24) Paishab ke baad maniy ke qatre — ghusl wajib?

(23:08) Hijab pehn kar job karna — jaiz hai?

(24:38) Dakaat se muzahimat — karni chahiye?

(27:22) Pasand ki shadi se walida naraz — kya hukm hai?

(28:22) Rukoo ki tasbeeh bhool jayein — kya karein?

(28:50) Ghusl mein kulli bhool jayein — valid hai?

(29:38) “Tum aazad ho” — talaq ho jati hai?

(30:40) Walida ka inteqal walid ki zindagi mein ho — nana ki virasat?

(36:37) Fajr se 1.5 ghanta pehle aankh khul jaye — lekin Fajr miss ho jaye?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood