Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood | 346th Session - Masail Ka Hal


Listen Later

(0:00) Intro

(0:02) Imama pehn kar namaz — afzal amal hai?

(1:48) Bina bataye service charges lena — jaiz hai?

(2:47) Sayyad ki gheebat — gunah zyada hai?

(3:24) Biwi ko pocket money dena — zaroori hai?

(6:10) Gaaye ka bacha paida ho — kitne din doodh nahi peena chahiye?

(7:31) Kya qabar wale sunte hain?

(9:18) Surah Falaq/Naas ka dam — dil mein ya zaban se?

(9:32) India/Pakistan se Saudi mein chanda ikattha karna — jaiz?

(14:37) Mannat ka kaffara = qasam ka kaffara?

(16:45) Hindu ke ghar mein namaz — jaiz hai?

(16:50) Niyaz aur fatiha dilwana — sharai ruling?

(17:30) Shadi shuda khatoon ghar walon ko apni job se sadqa/zakat de sakti hai?

(19:10) YouTube par khwab ki tabeer dekhna — jaiz hai?

(22:47) Ghusl mein naak mein 3 se zyada paani dalna — zaroori?

(23:47) Jandar cheezon ki painting — jaiz hai?

(24:57) God li hui beti ki walidiyat nikah ke waqt — kya likhein?

(25:31) Ghair mehram (dead) larki ki tasveer mobile mein dekhna — jaiz?

(25:47) Sirf Urdu tarjuma ka Quran shaya karna — jaiz hai?

(27:05) Online karobar mein kon si ehtiyat chahiye?

(29:09) Khala ki beti se zabardasti shadi — jaiz hai?

(29:29) Mangni ke baad sirri nikah — sirf baat karne ke liye?

(30:29) Larki agar apni marzi se jahaiz lana chahe to?

(31:40) Maghrib ke baad masjid mein ijtemai zikar — sunnat hai?

(31:58) Gadhe ka gosht khana — makrooh?

(37:16) Bairoon-e-mulk biwi ko talaq ka ikhtiyar dena — shari’i hukum?



Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood