Kya apko lagta hai pyar bhi kisiko bula skta hai kya. Agar nahi to ye kahani hai apke lie, Ismain Payal jo ki Delhi main rahne wali ek ladki hai kaise vo Hydrabad gai aur use mila uska humsafar apne shaher se itna door to kya pyar unhe milane ke lie el doosre ke itna kareeb laya?