LYRICS=Matha(mind) rakh apna jo chala tha,
Matha jo taraf ek tha,
Raaste anek,
Par raaste chala ek tha,
Kaatein ek na aneko mila,
Kabhi aapa khoya,
KaBhi apne ap,
Aur samay kuch yu guzarta gaye,
Guzarta samay kuch sikha jo gaya,
Seekh tha par bichad waqt gaya,
Aur gumsum sa saaya chaaya,
Aur gahri saaye me baitha maan samaya,
Gujarte waqt se ruth-ta mann aur sahem-ti kaya,
Pal bhar ka dhayra,pal bhar ka chhaya,
Aur Yeh waqt guzar jayega aur yah pal,
Milega na beeta hua pal aur kal,
Beeta waqt kahta sambhal kar chal,
Duniya gol aur har pal ka hai hal,
Aur jaisa tu bota waisa pata phal,
Gahri raat kitni bhi ho,
Aata zaroor subah ka pal,
Aur aaja zara sambhal ke yaha chal,
Falsafe ka na milta phal,
Bachkani falsaafe ke awsheshe,
Guzarte sambhlte bigadte dhalte,
badhte bade hote,
Chorte chalte jate...
Waqt bit-te apne,
Matha ek jo rakh apna chalte jate...