Sign up to save your podcasts
Or

Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriyaat ke haamil log ya groh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeede par woh imaan rakhte hain usay sahih sabit karte hue doosron ko qail kiya ja sake.
Muhammad Shaikh ne 2020 mein Bartania ka dorah kiya tha jahan unki Qur’an ke mukhtalif mauzuaat par mukhtalif logon se mabahisa aur guftagu hui thi. Isi silsilay se mutaliq is video mein Muhammad Shaikh ki ek Bartani khatoon se Qur’an ke mukhtalif mauzuaat par guftagu hui jo mabahisa mein tabdeel ho gayi.
Muhammad Shaikh ne in mauzuaat ko Allah ki ayaat hi se daleel de kar sabit kiya hai. Ab yeh naazreen par munhasir hai ke woh is mabahisay ko ghor se dekh kar khud faisla karein ke dono mein se kin ke daleel zyada mantiqi aur wazni hain, is liye yeh mabahisa dekhna laazmi hai.
By IIPC5
1212 ratings