Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
FAQs about Dil Diyan Gallaan:How many episodes does Dil Diyan Gallaan have?The podcast currently has 14 episodes available.
January 22, 2024Ram ka NaamRam ka Naam to Bharat k janmaanas k mann ki abhivyakti ka ansh hai. Usne koi shaq nahi ki paristheti chahe jaisi bhi ho pratek Bhartiye mann Ram ko saakshi banane ka aadi hai. RAM hamare Kan Jan mei vaas karte hain...more2minPlay
March 05, 2023"Usko karke salaam rang khule" ghazal written by Aslam Rashid n narrated by Lalit KumarRangoon k Tyohaar Holi par likhi hui is ghazal mei shayar Aslam Rashid sahab ne Holi k har rang ko bikherne ki koshish ki hai....more5minPlay
February 21, 2023Suryakant Tripathi Nirala ki rachnaMahakavi Suryakant Tripathi Nirala jinhe chhayavadi kavita k pramukh stambhoin mei ek mana jata hai, k dwara rachit kavita "Var de Vinavaadini Var de" Narration by Lalit Kumar Sharma...more3minPlay
June 03, 2021Umr ki Aisi Ki Taisi - Shri Atal Bihari Bajpai dwara likhi Kavita. Narration - Lalit KumarZindagi mei hume har umr k daur se guzarna hi hai to kyoin na ye zindagi Hans kar batai jaye. Umr k har daur Ko jeene ka hunar hamme hona chahiye. Yeah zindagi Ek baar mili hai Is zindagi ka maza lo....more2minPlay
April 28, 2021Muskurahat - Zindagi jeene ka jazba. Positive thoughts. Inspirational talksCorona Mahamari k is daur mei jab sab taraf Afra taftri ka mahaul hai aur har roz ha, around log apni zindagi ki jang haar rahe hain, aise mei hum sabhi ka farz hai ki hum kuch positivity apni hansi aur muskurahat se in sabhi ko dein jo unhe jeene ka hausla aur taaqat de. Jab sab taraf sirf aur sirf negative baatein hi sunne ko milti hain to aise mei positive thoughts ko unki sabhi tak pahunchne ki zarurat hai jinhe iski is waqt Sabse Jyada zarurat hai. Apni positivity aur Muskurahat ko baantkar hum in sabhi ki taaqat aur hausla ban sakte hain....more5minPlay
March 29, 2021Holi par geet/Holi par Kavita/Holi par Badhai / Shubhkamnayein /Happy Holi/ Samajh lena k holi haiKavi Neeraj Goswami dwara rachit ye Holi k andar par likha geet hai. Ise ghazal k roop mei likha gaya hai. Is kavita ka title hsi "Samajh lena k Holi hai" Bahut hi sundar dhang se kavi ne apne bhaav vyakt kiye hain. Holi ka tyohar prem sur khushi ka tyohar hai....more5minPlay
March 08, 2021Mahila Divas par Shubhkamnayein/Sandesh/Wishes. International Women's Day wishes/messageMahila divas par Vishwa ki sabhi mahilaoin ko samarpit meri swarachit kavita. Mahila /Naari Apne sabhi roopoin mei hum sabhi k liye zindagi bhar karti hai....more8minPlay
March 03, 2021Jo beet gayi so baat gayi. Harivansh Rai Bachan ji ki kavitaAmitabh Bachan ji k pita aur Hindi Sahitya k behad jaane maane Kavi aur Rachnakaar Harivansh Rai Bachan ji dwara likhi kavita "Jo beet gayi so baat gayi " ko aap sabke liye aaj pesh kar raha hun. Umeed hai pasand aayegi....more3minPlay
February 05, 2021Waqt sab kuch badal deta hai. Aur waqt hamesha ek sa nahi rehta. Aur use hame hi badalna haiWaqt kabhi ek jagah thaharta nahi hai, iski bhi aadat kuch aadmi si hai. Waqt Lagataar chalta hi rehta hai. Aaj bura waqt hai to kal achha bhi hoga. Hume apni aur se koshish karte rehna padta hai....more10minPlay
February 03, 2021Bachpan ki yaadoin aur Dostoin k naamKuch purani bachpan ki yaadoin aur apne dostoin ko yaad karte hue wo sab yaad aane lagta hai. Aur dil yehi kehta hai ki bade din ho gaye us bachpan aur dostoin k saath ko fir se jeeye. Dil yehi chahta hai ki fir se lautkar wo saare pal ek baar fir jeene ka mauka mile. Us saari yaadoin aur lamhoin ko fir se jeene bla man karta hai....more4minPlay
FAQs about Dil Diyan Gallaan:How many episodes does Dil Diyan Gallaan have?The podcast currently has 14 episodes available.