Sign up to save your podcasts
Or
Namaskar doston aaj ke is Tech Tuesday ke episode mein humne baat kiya hai embedded SIM ke baare mein ki aakhir ye kya hota hai aur kaam kaise karta hai. Embedded SIM bhi basically SIM hi hai lekin ise pahle se hi aapke smartphone mein embed kar diya jaata hai. Embedded SIM ko use karne ke liye sabse pahle aapko kisi company ka e-SIM register karna hoga, register karne ke baad aapko company ki taraf se aapke SIM ko active karne ke liye Password diya jaayega jise use karne ke baad aap us SIM ko active kar paayenge jiske baad aapka SIM us network operator ke network par register ho jayega aur uske aap unki Services ko use kar paayenge.
Share !!!
Twitter : twitter.com/TechyBhaltair
Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair
Instagram : instagram.com/TechyBhaltair