βElla aur Maya ki Space Yatra" ek manoranjan poorn kahaani hai. Yeh do saheliyon ke baare mein hai. Dono ki antariksh yatra ka safar aur brahmand ke chamatkaar ko dikhati hai. Zara naamak alien ke saath ve antariksh ki yatra kerti hain. Unko yeh seekh milti hai ki kalpana aur jigyasa ki shakti ho toh koi bhi sapna badaa nahin ho sakta. π«π