Har Din MahaShivPuran

Ep 08 | Shivji ki 5 Divya Karya: Creation se Kripa tak


Listen Later

Ek bonus episode — Shivji ke paanch divya karyon par chintan.

Is episode mein hum samjhenge Shivji ke paanch divya karya: srishti (utpatti), sthiti (paalan), samhar (vilay), tirobhav (chhupana), aur anugrah (kripa). Samjhenge kaise bilva patra in teen pehli kriyaon ka pratik hai, tirobhav kyon sabse rahasyamayi hai, aur anugrah kaise Guru roop mein humari har din, har pal ko jaagruk karta hai.

शिव पुराण के पथ पर एक विशेष चिंतन — शिवजी के पाँच दिव्य कार्य। सृष्टि, स्थिति, संहार, तिरोभाव, और अनुग्रह। ब्रह्मांड का नित्य नृत्य जो हमारे भीतर भी हो रहा है। Shukrana Guruji. Jai Guruji. 

Yeh sirf brahmand ka gyaan nahi, balki humari roz ki zindagi ka nitya nritya hai. Shivji ki leela hum mein hai, humare aas-paas hai, aur humare liye hai.

🪔 Har Din MahaShivPuran — kabhi leela, kabhi sawaal… aur har din ek naya samarpan Shivji ke charno mein.

🕉️ Har Din MahaShivPuran — iss pracheen granth ko aaj ke jeevan se jodne ka prayas
📖 Read along at www.mahashivpuran.com

📚 Buy the book — A Modern Seeker's MahaShivPuran: www.mahashivpuran.com/purchase-book

📲 Instagram: @gurujikimahashivpuran

Om Namah Shivāya, Shivji Sadā Sahāy. Om Namah Shivāya, Guruji Sadā Sahāy.



...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Har Din MahaShivPuranBy Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran