Mitron ! Kya aapko lagta hai ki aap dhongee(fraud/imposter) hain ? Aapki saari achievements ka kaaran sirf kisi ki sahayta ya luck ka parinaam hai aur aapka usmein khaas yogdaan nhi ? Agar inn questions ka answer haan hai toh iss podcast ko zaroor sunein aur apni raay humein zaroor bataein.