Agar aap apne rishte sudharna chahte Hain To mushkil logon ke sath kam karna sikhen kyunki yahi log aapko strategy banane ke liye taiyar karte Hain aur is samay aapka motive mushkil logon se jhagadana nahin hai balki ine logon Ko samajhna hai aur is situation ko kaise handle karna hai yah sochana hai tabhi aap ek aakarshak ranniti taiyar kar sakte hain aur duniya mein Apne power wer ko faila sakte hain.