Mahakumbh Ki Katha

Mahakumbh Ki Katha


Listen Later

Mahakumbh, ek aisa divya aur prachin utsav hai jo har 12 varsh me ayojit hota hai. Iska sambandh samudra manthan se hai, jisme devta aur asur amrit kalash prapt karne ke liye milkar prayas karte hain. Kehte hain ki jab amrit kalash ka vibhajan ho raha tha, tab isse chaar pavitra sthalon – Prayagraj, Haridwar, Ujjain, aur Nashik – par amrit ki boondein giri thi. Isi wajah se yahan Mahakumbh ka ayojan hota hai.

Is podcast me hum Mahakumbh ki pauranik katha, uska adhyatmik mahatva aur is maha utsav se judi rochak kahaniyon ko vistar se jaanenge. Judiyega humare saath ek adbhut yatra par jo aapko itihaas, dharm aur aastha ki gehraiyon tak le jayegi!

Suniye Mahakumbh ki rahasyamayi kahaniyan sirf yahan, hamare podcast ke saath!

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Mahakumbh Ki KathaBy Tradititional