Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Masail Ka Hal | 86th Session | Ask Mufti Tariq Masood Podcast


Listen Later

(0:00) Intro

(0:07) Night duty ki wajah se din ki namaz qaza karna.

(1:08) Kya talaq ka sochne se talaq ho jati hai?

(3:16) Kya barhana ghusal kiya ja sakta hai?

(4:08) Purane watan mein poori namaz parhni hai ya kasar?

(5:30) Ijtimai dua ki kya fazilat hai? Farz ke baad ijtimai dua karna kaisa hai?

(9:17) Qarz wapas milne ki umeed na ho to zakat ka hukm.

(10:31) Awaabeen ki namaz aur rakatein.

(11:35) Paisa qarz de kar sona wapas lena.

(14:58) Agar bivi ulad na chahye to kya karein?

(20:16) Marhoom waldeen ke rozon ka kafara.

(22:51) Umrah ke baad haram mein baal katwana.

(23:23) Ulama ki videos apna naam likh kar share karna.

(24:15) Rozon ki manat.

(25:09) Imami ka shimla kitna hoga?

(27:13) Hamare yahan ek khas qom hai, k yahan phophi ki beti ko sagi behan samjha jata hai. Nikah ka hukm kya hoga?

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Ask Mufti Tariq Masood PodcastBy Ask Mufti Tariq Masood