Sach Ki Duniya

मन...


Listen Later

LYRICS=Maan,
Mai baitha tha,
Na jane kis kone me rutha tha,
Anutha na mera waitha tha,
Na maine kisi ko bataya tha,
Na kisi ne sataya tha,
Waitha(pain) na sikhaya,samjhaya hua tha,
Aap hi aaya,aap hi samajh gaya,
Aur chintit ho us pal me khoya,
Thora jo roya,
Aur ruwasa ruhh sahma sa rah gaya,
Chinta me dooba haya(sharm) aur sab maya,
Kuch samajh me na aaya,
Aur baitha khud jaisa maan tha,
Khatm na gaam tha,
Sikha maan ko raha,
Rah na magn waitha me bhara,
Yah duniya badi aur bhale rah kuch khara,
Sahma adhmara maan baitha tu na rah,
Chal uthh rakh jitne ki chah,
Aur yah duniya jhukegi teri rah,
Khatma na yah,
Bas jitne ki chah,
Tab maan tayrta rah saatwe aasman,
Aur sama rahti na parwan,
Baitha maan tu rah na rawa,
Ruthne ka samay nahi yaha,
Aur chalte ja bina kahe kaha...
...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Sach Ki DuniyaBy SACH'S_GRAPHY