Sign up to save your podcasts
Or
Panaah
इक ख़ुशी हम ने दिल में चाही थी
वो भी ग़म की पनाह में गुज़री
-शकील बदायूनी
Kya aapne kabhi socha hai, woh kaun si jagah hai, woh kaun sa insaan ya ehsaas hai jahan aapko sukoon milta hai? 🏡❤️ Jahaan aap bina kisi dar ke, apni asli roop mein reh sakte hain? "Dil Meri Jaan with Joy G" ke iss episode mein, hum dil ki gehraiyon se baat kar rahe hain 'Panaah' ki – yaani shelter, refuge, woh mehfooz ehsaas jo hum sab dhoondhte hain.
Main aapke host aur dost, Joy G (expert relationship coach & scriptwriter) aapko le chalunga ek aise safar parjahan hum samjhenge:
Yeh episode sirf ek conversation nahi, balki ek anubhav hai. Shero-shayari aur gehre insights se bharpoor, yeh aapko khud se aur apne rishton se judne ka mauka dega. Toh chaliye seekhtein hain kaise sahi panaah ko pehchaana jaaye, use haasil kiya jaaye, aur ek strong, confidentpersonality develop kiya jaaye. 🎧✨
Dil Meri Jaan with Joy G, woh podcast show hai, woh manch hai jahan aap aur main milkar relationships yaani riston ke baarein mein, jazbaaton ke baarien mein, ehsaason ke baarein mein baatchit karengey, inhe samjhenge, kareeb se jaanenge, shero-shayari ki madad se, kavitaon, ghazalon, nazmon aur geeton ki madad se, philosophers ki madad se.
Is podcast show ka maqsad hi rishton, jazbaaton aur ehsaason ko samajhna hai aur zindagi ko ek naye andaaz se dekhne ki koshish karna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye nazariye se rishotn ko dekh sakein aur unhe ek behtareen tareekey se nibha sakein.
Agar aap relationships ke baarein mein, emotions ke baarein, feelings ke baarein mein kuch bhi discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahte hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
Aur doston agar aap zindagi, relationships, music mein dilchaspi rakhtein hain to kindly mujhse Instagram par bhi judein, mera Instagram handle hai @dilmerijaanwithjoyg. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se zindagi ko dekhne ki, samajhne ki koshish karta hoon. Aap judhenge toh bahut accha lagega.
Credits & Other information:
Written and narrated by: Joy G
Music: Pixabay
Poems/Shers/Nazam used: Credit given to individual artists/ writers/creators
Email: [email protected]
Instagram handle: @dilmerijaanwithjoyg
Disclaimer:
Yeh episode meri niji raai hai, rishton aur ehsaason ke baarein mein meri niji soch hai jo maine zindagi se, apne tajurbe se aur auron ke rishton ko dekhkar, samajhkar haasil ki hai. Maine poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi pesh karun woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko sudharne ki poori koshish karunga! Aur is episode mein maine meri likhi hui kavitaein, shero-shayari, geet, nazam aur ghazal ka allava kisi bhi dusre artist ka ya funkaar ka kuch bhi ullekh kya hai uska maine credit unko diya hai. Agar usme koi bhi truti hui ho toh main kshamaprarthi hoon!
#Panaah #Shelter #Refuge #DilMeriJaanWithJoyG #JoyG #HindiPodcast #IndianPodcast #SafeSpace #EmotionalWellbeing #MentalHealth #Relationships #Trust #Empathy #SelfAwareness #PersonalGrowth #HealingJourney #LifeLessons #Inspiration #Motivation#SheroShayari #UrduPoetry #HindiPoetry #Rumi #Tagore #Gulzar #JavedAkhtar #GaurGopalDas #NewEpisode #PodcastLove #ListenNow #SpotifyPodcast #ApplePodcast #AmazonMusic