Sach Ki Duniya

पढ़ाई...


Listen Later

LYRICS= Aj mann ki vibe ho chali thi slow,
Raat ke baje the do,
Padhne me mann nahi laga tha jo,yah padhai,
Sabd teen hi,
Badi matlabi,
Rahti saath tabhi jab naa di dhilayi,
Mann uchat-ta padhai se,
Jab di gayi dhilayi,
Yah hai soch ki sikhayi,
Padh mere bhai,
Yah Kalam ki likahyi,
Mahnet ki rupayi(sowing),
Sradha ki sicchayi,
Jivan faldayak ki katayi,
Jivan badalne ki anujayi,
Na baan harjayi(awara),
Raat din ek ka ikai,
Sawera aur shaam bhi samajh na aayi,
Ekarg mann ki gayi padhai,
Padh mere bhai,
छूएगा tab ucchayi,
Khatm karega samaj ki burayi,
Yah sabd teen hi,
Badi matlabi,
Rahti saath jab na di dhilayi,
Padh mere bhai...
...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Sach Ki DuniyaBy SACH'S_GRAPHY