Sign up to save your podcasts
Or
Sawaal.
Kya kabhi aapke saath aisa hua hai ki aapke zehen mein koi sawaal aaya ho magar aap pooch na paaye hon? Kisi jhijhak ki wajah se ya darr ki wajah se ya fir jawaab ke darr ki wajah se! Kya aap waqt nikaalte hain apne aap se sawaal karne ke liye? Zindagi kaisi chal rahi hai? kis disha mein jaa rahi hai? Kya aap khush
Sawaal rishton ke liye zaroori hotein hain magar hum sawaal karne se na jaane kyun ghabraate hain.
Is podcast episode mein, aaiye, sawaalon ki duniya mein chalte hain aur thora sa darr durr karte hain.
Agar aapko yeh episode pasand aaya ho to aap please isey like, rate aur share kar lijiyga aur channel ko follow aur subscribe bhi kar lijiyega. Mujhe issey kaafi prerna milegi aur main aapka
Dil Meri Jaan with Joy G, woh podcast show hai, woh manch hai
Is podcast show ka maqsad hi rishton, jazbaaton aur ehsaason ko samajhna hai aur zindagi ko ek naye andaaz se dekhne ki koshish karna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai
Agar aap relationships ke baarein mein, emotions ke baarein, feelings ke baarein mein kuch bhi discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahte hai to mujhe email zaroor kijiyega,
Aur doston agar aap zindagi, relationships, music mein dilchaspi rakhtein hain to kindly mujhse Instagram par bhi judein, mera Instagram handle hai @dilmerijaanwithjoyg. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se zindagi ko dekhne ki,
Credits & Other information:
Written and narrated by: Joy G
Music: Pixabay
Poems/Shers/Nazam used: Credit given to individual artists/
Email: [email protected]
Instagram handle: @dilmerijaanwithjoyg
Disclaimer:
Yeh episode meri niji raai hai, rishton aur ehsaason ke baarein mein meri niji soch hai jo maine zindagi se, apne tajurbe se aur auron ke rishton ko dekhkar, samajhkar haasil ki hai. Maine