Lafz

Socha nahin achchha bura - Bashir Badr


Listen Later

Aaj 30 November hai .. aur main bashir saahab ki ye mashoor ghazal record kar ke upload kar raha hun .


School ke dino se hi ye bohot pasand rahi hai mujhe .. khaas kar ke doosara sher iska .


Is ghazal mein poora ek zamaana simta hua hai umra ka meri .




Jo is episode ke liye photo use ki hai woh ek friend ne kalimpong se click kar ke bheji thi . Kalimpong water painting ke jaisa lagta hai nah ?



Zafar Iqbal ka ik sher hai :


सफ़र पीछे की जानिब है क़दम आगे है मेरा

मैं बूढ़ा होता जाता हूँ जवाँ होने की ख़ातिर


Safar peechhe ki jaanib hai qadam aage hai mera

Main boodha hota jaata hoon jawaa'n hone ki khaatir





ishq

Soz .





...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

LafzBy Soz

  • 5
  • 5
  • 5
  • 5
  • 5

5

1 ratings