Zaroorat jo madad ki thi,
Qurbat(estimated) toh meri soorat ki,
Jaise moorat rakh dekhte toorat(turant hi-subah se),
Khoobsurat soorat jaisa Suraj,
Uugta dekh kahte,
Wah nakasi upar wale ki,
Khoobsoorti teri meri ankhon me basi,
Jaisi ugta din khoobsurat badi,
Jab soorat naa rahi,
Tab fitrat badli,
Din laga dhali,
Aur log rahe naa kuch asli,
Kahte dikhta tha tu kyu jaali,
Soorat naa par phitrat teri kaali,
Saheja jise phool bana maali,
Aankhon mein soorat jo thi saambhali,
Bit-te waqt aur mai rakhwali,
Madhosi matwali,
Soorat sada hai zaali,
Parakhna maan dikhta jo na,
Nazre hazaro daali,
Maan Chupaye ghumte yaha sab,
Dikha soorat rutbe waali,
Aur dhokhe milte,
Nazre do tuk sambhalte,
Raste phir sambhaal kar chalte,
Umrr dhalte,
Kuch din jo khalte,
Madad ka assrit tab na rahte,
Apne mann ki kaaman sunte,
Kaamnao ka zikr na karte,
Apne zikr me khud kalam chalate,
Kuch seekh kuch sikha,
Soorat ki mast hawa me na baha,
Aur chalte chala,
Jahan Ka na khatma,
Jaha payr dhara waha 7we aasman,
Jahan mann laga wo bana assiyan,
Madad ka na jikr ek sabd,
Bas chlna ho Nishabd ..