Sign up to save your podcasts
Or
ज़िंदगी से बड़ी सज़ा ही नहीं
और क्या जुर्म है पता ही नहीं
इतने हिस्सों में बट गया हूँ मैं
मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नहीं
- Krishna Bihari Noor
Doston, kya aapko kabhi mehsoos hua hai ki aap apni zindagi alag-alag tukdon mein jee rahe hain? Office mein koi aur, ghar par koi aur, aur doston ke saath bilkul alag? 🤔 Yeh 'takseem', yeh bikhrav humein aur humare rishton ko kaise anjaane mein adhoora bana detein hain?
"Dil Meri Jaan with Joy G" ke is khaas episode mein, aaj hum baat kar rahe hain isi chubhte hue ehsaas par – 'Tukdon Mein Jeena'.
Is episode mein jaaniye:
Agar aap bhi apni zindagi ke bikhre tukdon ko jodkar ek gehra, sukoon bhara aur mukammal jeevan chahte hain, toh yeh episode aapke liye hi hai. Suniye aur apni zindagi ko takseem se takmeel (completeness) ki ore le jaiye! ❤️✨
Agar aapko yeh episode pasand aaya ho to aap please isey like, rate aur share kar lijiyga aur channel ko follow aur subscribe bhi kar lijiyega. Mujhe issey kaafi prerna milegi aur main aapka bahut aabhari rahunga.
Dil Meri Jaan with Joy G, woh podcast show hai, woh manch hai jahan aap aur main milkar relationships yaani riston ke baarein mein, jazbaaton ke baarien mein, ehsaason ke baarein mein baatchit karengey, inhe samjhenge, kareeb se jaanenge, shero-shayari ki madad se, kavitaon, ghazalon, nazmon aur geeton ki madad se, philosophers ki madad se.
Is podcast show ka maqsad hi rishton, jazbaaton aur ehsaason ko samajhna hai aur zindagi ko ek naye andaaz se dekhne ki koshish karna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye nazariye se rishotn ko dekh sakein aur unhe ek behtareen tareekey se nibha sakein.
Agar aap relationships ke baarein mein, emotions ke baarein, feelings ke baarein mein kuch bhi discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahte hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
Aur doston agar aap zindagi, relationships, music mein dilchaspi rakhtein hain to kindly mujhse Instagram par bhi judein, mera Instagram handle hai @dilmerijaanwithjoyg. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se zindagi ko dekhne ki, samajhne ki koshish karta hoon. Aap judhenge toh bahut accha lagega.
Credits & Other information:
Written and narrated by: Joy G
Music: Pixabay
Poems/Shers/Nazam used: Credit given to individual artists/ writers/creators
Email: [email protected]
Instagram handle: @dilmerijaanwithjoyg
Disclaimer:
Yeh episode meri niji raai hai, rishton aur ehsaason ke baarein mein meri niji soch hai jo maine zindagi se, apne tajurbe se aur auron ke rishton ko dekhkar, samajhkar haasil ki hai. Maine poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi pesh karun woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko sudharne ki poori koshish karunga! Aur is episode mein maine meri likhi hui kavitaein, shero-shayari, geet, nazam aur ghazal ka allava kisi bhi dusre artist ka ya funkaar ka kuch bhi ullekh kya hai uska maine credit unko diya hai. Agar usme koi bhi truti hui ho toh main kshamaprarthi hoon!
#DilMeriJaanWithJoyG #JoyG #TukdonMeinJeena#Takseem #Division #Separation #Bantwara #ZindagiKeFalsafe #RelationshipAdviceIndia#SelfAwarenessJourney #Wholeness #EmotionalWellness#MentalPeace #HindiPodcast #IndianPodcast #LifeLessonsHindi #SelfHelpHindi #PoetryAndPhilosophy #LivingFully #FindingYourself #RishtonKiGehrai #ParipoornJeevan #HindiShayari #Mindfulness #UrduPoetry #LifeCoaching #Emotions #Feelings #Relationships