Meri Abhivyakti

Teri Udaan Tu Khudh Tai Kaar


Listen Later

Ek dukaan badal kaar meri sooch badli kudh par vishwaas bhada log kyaa khaegae yae naa sooch kaar mai kyaa karna chaatha hu ess par dhyaan diya. Haa Abhi sangarsh chal raha hai lekin ess sangarsh sae kafi kuch seekh bhi raha hu. Life mae agar agae bhadna thoo comfort zone chodna hi padaega. Yae sangarsh mujhae agae kae leyae tyaar kar raha hai Kyuki sona bhaati mae tapkar hi kundan banta hai. Merae Guru Humaesa khaetae Do hi cheez hoo sakti yaa thoo Bhanae bana loo yaa naam aab chunaav mujhae karna hai. Vaisaebhi soochnae koi paisa nahe lagta thoo darna kyaa. Aayae hum sab mikaar bada soochtae hai aur bada kartae hai.
...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Meri AbhivyaktiBy Kewal Krishna Mittal