Sign up to save your podcasts
Or
Thehraav
Kya aap burnout ka shikaar hain? Kya aapke rishte aksar burnout ka shikaar ho jaate hain? Kya tezraftaar ki yeh zindagi mein kahin aap khudko hi kho toh nahi rahe hain?
Aaiye is khaas episode mein jaante hain thehraav humare liye kyun zaroori hai! Aaiye samajhte hain ki kyun slow down karne se hum bahut kuch paa sakte hain!
Agar aapko yeh episode pasand aaya ho to aap please isey like, rate aur share kar lijiyga aur channel ko follow aur subscribe bhi kar lijiyega. Mujhe issey kaafi prerna milegi aur main aapka bahut aabhari rahunga.
Dil Meri Jaan with Joy G, woh podcast show hai, woh manch hai jahan aap aur main milkar relationships yaani riston ke baarein mein, jazbaaton ke baarien mein, ehsaason ke baarein mein baatchit karengey, inhe samjhenge, kareeb se jaanenge shero-shayari ki madad se, kavitaon, ghazalon, nazmon aur geeton ki madad se, philosophers ki madad se.
Is podcast show ka maqsad hi rishton, jazbaaton aur ehsaason ko samajhna hai aur zindagi ko ek naye andaaz se dekhne ki koshish karna hai. Aapke saath milkar ek
Agar aap relationships ke baarein mein, emotions ke baarein, feelings ke baarein mein kuch bhi discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahte hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
Aur doston agar aap zindagi, relationships, music mein dilchaspi rakhtein hain to kindly mujhse Instagram par bhi judein, mera Instagram handle hai @dilmerijaanwithjoyg.
Credits & Other information:
Written and narrated by: Joy G
Music: Pixabay
Poems/Shers/Nazam used: Credit given to individual artists/ writers/creators
Email: [email protected]
Instagram handle: @dilmerijaanwithjoyg
Yeh episode meri niji raai hai, rishton aur ehsaason ke baarein mein meri niji soch hai jo maine zindagi se, apne tajurbe se aur auron ke rishton ko dekhkar, samajhkar haasil ki hai. Maine poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi pesh karun woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately