Sign up to save your podcasts
Or
Namaskaar dosto kaafi dino baad aaj finally Tech Tuesday series se ek episode aapke kiye :) Aaj ke is podcast mein humne baat kiya Virtual memory ke baare ki aakhir Virtual Memory kya hota hai , humne bataya ki kaise ye chij kaam karti hai , aap apne phone ya computer ki RAM ko kaise badha sakte hain jin smartphone mein ye feature available hai. Vivo X60 phones, Iqoo ki kuch Phones mein bhi is feature ka support hai. MIUI aur Funtouch OS ke bhi naye version se is feature ka support milne waala hai.
Virtual Memory basically aapke phone ya computer ki storage ki hi kuch part ko allocate kakre use RAM ki tarah use karta hai jisse ki performance kuch had tak badhiya ho jayega lekin RAM itni performance aap ek storage device se ummid bhi nahi kar sakte hai :(
Share !!!