Dilli ki Sharanya Sahay ek painter...ek philosopher...ek lekhak aur ek mirgi peedit naujawan hain 😇 Lekin inka muskurahata chehra aur josh dekh kar dil khush ho gaya 🤗 Sharanya plants se bahut pyaar karte hain aur abhi aur aage padhna chahte hain 😇 Aaye inse baatein karte hain 🙏💜