Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
💜 Epilepsy ki awaaz ek podcast hai jismen aap aur hum epilepsy/mirgee ki guftagu karenge 🙏🏼Ek doosre ki taakat banenge 💪🏽 Main Preeti Singh….ek epilepsy patient aapke liye kuch lamhe layi hun .. ... more
FAQs about Epilepsy Ki Awaaz Preeti Singh Ke Saath:How many episodes does Epilepsy Ki Awaaz Preeti Singh Ke Saath have?The podcast currently has 39 episodes available.
April 03, 2025Col Shyam ..unke bhai ki Mirgee aur unki kavitayenAaj Himadri ji ek Indian Army ke fauji se baat karengi. Col Shyam ke chota bhai Epilepsy/Mirgee se peedit hai 🙏🏼 Kaise beeta inka bachpan ? Kya kya challenges inko face karne padey ? Aaye sunte hain aur Mirgee ka stigma ko doooor karne ke koshish karte hain 😇...more25minPlay
March 25, 2025Dr Anurag Lamba se miliye aur mirgi ke kuch sawalo ke jawab paayie 🙏🏼🙂Dr Anurag Lamba ..epilepsy / Mirgee ke patients ko bahut saalon se dekh rahe hain. AIIMS se paas out hokar...Dr Lamba ko bahut experience hai . Aap unki website https://dranuragneuro.com/ mein appointment lekar unse mil sakte hain 😇 Aaj unse baat karke ...umeed hai aapke sawalon ka jawab mil jayega 🙏🏼...more21minPlay
March 16, 2025Ayush Khare ..ek engineer aur mirgi peedit jo dauron par research kar rahe hain 👍🏼Aaj hum ek engineer aur Mirgee pidit naujawan se baat kar rahe hain...jisne apne jobs mein bahut acha naam kamaya hai 😊 Ab Ayush dauron / seizures par research kar rahe hain...aur humko umeed hai ...hum sab mirgi pidit logon ki life aasaan banane ke liye ...Ayush koi solution nikaal lenge 😇🙌🏼...more21minPlay
March 03, 2025Aditya Mehta ek swimming champion aur mirgi peedit shayar se milte hain aaj 😇💜 Aditya Mehta ne 32 ki umar mein swimming seekhi hai 💪 inhone apne ander ke darr ko maar kar medal jeete hain 😇 Mirgi hotey huye bhi...Aditya ne ..duniya ko peeche chod diya aur triathlon karte jaate hain 😎 aaj inse hum thoda haunsla lelein 💜💪...more22minPlay
February 16, 2025Aaj Sharanya Sahay ke khwaab aur kavitaayen sunenge 💪 Mirgi hai to kya gham hai 😇Dilli ki Sharanya Sahay ek painter...ek philosopher...ek lekhak aur ek mirgi peedit naujawan hain 😇 Lekin inka muskurahata chehra aur josh dekh kar dil khush ho gaya 🤗 Sharanya plants se bahut pyaar karte hain aur abhi aur aage padhna chahte hain 😇 Aaye inse baatein karte hain 🙏💜...more17minPlay
January 23, 2025Muskaan ki Kabiliyat 💪💜Aaj humaare saath hai...ek bahut kabil Mirgee peedit mahila ...jo ek IT company mein kaam karti hain 😇 aur MasterChef mein bhi chuni gayi thi 💪 Kaun keh sakta hai ...yeh bimaar hai ! Muskaan se mileye aur sikhiye ki...mirgi toh bahut choti se baat hai ...badi si zindagi mein 💜🤗...more17minPlay
January 09, 2024Dr Preeta Sood .. ek dentist se miliye .. jo epilepsy patients ko kaise treat karti hainAaj hum baat karenge Dr Preeta Sood se .. jo sec 20 Panchkula ki jaani maani dentist hain .. yeh humein batayngi ki kabhi inki paas mirgee ke patients chupate hain unko epilepsy hain phir bhi unko dental procedure ke dauran kaise handle karna padta hai .. ..jinko daanton ki problems hain .. woh yeh episode zaroor suniye .....more18minPlay
January 01, 2024Mirgee /epilepsy ke First Aid Tips jaaniye 🙏🏼💜Aapko pata hai kya karna chaiye jab kisi ko mirgee ka daura padh jaye ? Kuch First Aid Tips jaaniye… jisey kisi anjaan ki zindagi aap bacha sakte hain 🙏🏼 💜...more7minPlay
December 26, 2023Col Bhupendra Dhapade , a serving Fauji battling epilepsy too !Col Bhupndra is a serving Indian officer...who is fighting a daily battle with epilepsy...is full of josh :) & in conversation with Preeti Singh...more21minPlay
December 26, 2023Let’s talk to Dr Abeer Goel, a neurologist who is so patient with his patients 🙏🏼🥹Bringing to you from another knowledgeable chitchat with a renowned & empathetic neurologist, Dr Abeer Goel, from Paras Hospital Panchkula, sharing his experiences about Epilepsy ...with a hope that more PWE ( persons with epilepsy ) break the stigma and come out in the open and share their epilepsy journey too. This channel is for you...come talk to me...am just a call away...another patient like you celebrating National Epilepsy Awareness Month :)...more25minPlay
FAQs about Epilepsy Ki Awaaz Preeti Singh Ke Saath:How many episodes does Epilepsy Ki Awaaz Preeti Singh Ke Saath have?The podcast currently has 39 episodes available.