
Sign up to save your podcasts
Or


प्रेम का नियम Law of Love इस किताब के लेखक रवि मानव है |
यह पुस्तक, आपको सिखाएगी की ब्रम्हांड का संचालन करने वाली प्रेम की ऊर्जा किन नियमों से कार्य करती है | इन नियमों को जानकर आप अपने जीवन में सफलता के नए सोपान तय करेंगे |
"प्रेम के नियम" को जानकर -
Tarun sinha ji khujji vidhansabha (assembly) ke ek congress leader hai jo 25 saal politics me hai , haal ke dino ve aur active haI apne assembly aur district me aur mukhar mitaan ki team pahuchi unse iss 25 saal ke politics experience ko tarun sinha ji se hi sunne ke liye,Jiski Kahani Uski Jubani ke episode number 3 me suniye Tarun sinha ji kahani 25 years of politics in congress party, vidhansabha chunav?, CM Bhupesh baghel se relation? politics idol par special conversation.
Tarun Sinha's(Congress Leader) Story , 25 year's of politics, Assembly election? Relation's CM Bhupesh Baghel? राजनीतिक Idol पर खास बातचीत Mukhar Mitaan Presents, Jiski kahani Uski Jubani - Episode 3
Manoj Yadav haal hi me Chhuriya nagar panchayat ke उपाध्यक्ष bane hai। Manoj Yadav vikalng hai lekin iska prabhav unhone apne life me nahi padne diya Aur humne Manoj Yadav se unke rajneeti ke is safar ke bare me bhi bat kiya hai, sath hi Manoj Yadav ke pariwarik jeevan aur vyapar ke bare me bhi humne bat Kiya, aur bhi bahut sari bate Manoj Yadav se mukhar Mitaan team ne kiya hai jo apko yaha sunne ko milega.
ye Kahani Lok Tihar Ke Artists Parmeshwar sahu, Pammi Mahobia Ki hai. LOK TIHAR ek Saanskritik Karykarmo(Cultural Program Performer) ke PrastustKarta hai, Jo Local Area me Dance , Singing ka performance dete hai, Lok Tihar ki Team me total 35 members hai. aur bhi bahut sari bate lok tihar ke team ke bare me janne ko hame is podcast me sunne ko milega.
From the publisher's feed