Arshad Raza Qadri's podcast

Arshad Raza Qadri's podcast

By Arshad Raza QadriSociety & Culture
Download on the App Store

Arshad Raza Qadri's podcast episodes

  • chamak tujhse paate hain new naat Arshad Raza Qadri mp3
    Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale
    Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Waale

    Barasta Nahi Dekh Kar Abr E Rehmat
    Badoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane Waale

    Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhhe
    Ghareebo Faqeero Ke Thehrane Waale

    Tu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAH
    Mere Chashme Aalam Se Chup Jaane Waale

    Me Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le Lo
    Ke Raste Me Hai Jaa Baja Thane Waale

    Haram Ki Zamee(n) Aur Qadam Rakh Ke Chalna
    Are Sar Ka Mouqa Hai O Jaane Waale

    Chal Uth Zabah Farsa Ho Saaki Ke Dar Par
    Dar E Jood Hai Mere Mastane Waale

    Tera Khaye Tere Ghulamo Se Uljhe
    Hai Munkir Ajab Khaane Gurrane Waale

    Rahega Yu Hi Unka Charcha Rahega
    Pade Khaaq Ho Jaye Jal Jaane Waale

    Ab Aayi Shafa'at Ki Sa'at Ab Aayi
    Zara Chain Le Mere Ghabhrane Waale

    Raza Nafs Dushman Hai Dumme Na Aana
    Kaha Tumne Dekhe Hai Chandrane Waale


    #chamaktujhsepatehai
    #चमकतुझसेपातेहैं


    studio kalam
    https://youtu.be/lSUm-0hLt44


    #chamaktujhsepatehai
    https://youtu.be/otSiyvau-mg


    tumhara naam musibat me jab liya hoga
    https://youtu.be/pQ5khh1hU_o

    chamak tujhse pate Hain sab pane wale naatkalam e AalaHazratनात शरीफ़ चमक तुझसे पाते हैंनातेtrand musicviral video#ontrandingनाते कव्वालीकब्बाली नातेनात खूबसूरतchamak tujhse pate hain sab pane wale owais raza qadrichamak tujhse pate hain sab pane wale shabbir barkatichamak tujhse pate hain sab pane wale statusnaat sharifnew naatislamic naatnew naat
    8 min