Sign up to save your podcasts
Or

Asrar e zindagi, kaun jaanta hai
Khuda ki bandagi kaun jaanta hai
Haath jodey jabin khaak se milaye
Ibadat ya sharmindagi kaun jaanta hai
Dil men kis ke kya basa hai kya khabar
Masaraton men afsurdagi kaun jaanta hai
Fitrat yeh insan ki hai maaloom baat sab ko
Acchi ya buri aawaaragi kaun jaanta hai
‘Sahil’, khuzu to hai per samjhe kaun
Rabbani hai saadagi maanta hai kaun
Asrar. Raaz. Secret
Jabin maatha
Masaraton
Afsurdagi. Sadness
Fitrat. Nature
Khuzu. Humility
Rabbani. Divine
All material in this product is the intellectual property
permission of the author Ashok Sawhny. Having said that,
The author is always open to proposals and can be contacted
via www.ashoksawhny.com
By Ashok Sawhny 'Sahil'Asrar e zindagi, kaun jaanta hai